Zulf se lekar jhanjhar tak tu
Jannat ka ek nazara hai
Lagta hai rab ne tujhko zameen pe
Mere liye utaara hai
Zulf se lekar jhanjhar tak tu
Jannat ka ek nazara hai
Lagta hai rab ne tujhko zameen pe
Mere liye utaara hai
Yehi to samajh nahi paaya hun main
Yehi to samajh nahi paaya hun main
Aisi bhi kya teri meri anban hai
Yeh jo teri payalon ki chan chan hai
Aashikon ke dil ki yeh dhadkan hai
Chan chan sune jaaye
Haaye haaye kare jaaye
Payal hai teri ya uljhan hai
Main hun deewana mujhe roka na kar
Main hun deewana mujhe roka na kar
Teri meri yaari honi mumkin hai
Yeh jo teri payalon ki chan chan hai
Aashikon ke dil ki yeh dhadkan hai
De denge teri khatir jaan bhi
Hum yehi kehte hain
Nazrein tujh pe aur kadam bhi
Teri taraf mudte hain
Arey o deewani zara socha to kar
Arey o deewani zara socha to kar
Poori ye kahani honi mumkin hai
Yeh jo teri payalon ki chan chan hai
Aashikon ke dil ki yeh dhadkan hai
Chan chan sune jaaye
Haaye haaye kare jaaye
Payal hai teri ya uljhan hai
Isse samjhana zara mushkil hai
Isse samjhana zara mushkil hai
Der se manegi par mumkin hai
Yeh jo teri payalon ki chan chan hai
Aashikon ke dil ki yeh dhadkan hai