EK TARFA PYAR LYRICS – SRISHTI BHANDARI

Ek Tarfa Pyar Lyrics by Srishti Bhandari is latest Hindi song with music given by Sanjeev Ajay. Ek tarfa pyar song lyrics are written by Sanjeev Chaturvedi and video is directed by United White Flag.

Ek Tarfa Pyar Lyrics


Ek tarfa hai mera pyar oye
Dil yeh samjhta hi nai
Pata hai mujhe tu kisi aur ka
Hai par dil manta hi nai

Ek tarfa hai mera pyar oye
Dil yeh samjhta hi nai
Pata hai mujhe tu kisi aur ka
Hai par dil manta hi nai

Ke mere baad meri yaad
Karke muskurayega
Mera vaada hai mujhko
Tu kabhi na bhool payega

Ishq hadon mein duniya karti
Behad main kar jaungi
Jee na saki tere sath agar
Tere naam pe hi mar jaungi

Pyar karti hoon kitna tujhe
Tu soch sakta hi nai

Ke mere baad meri yaad
Karke muskurayega
Mera vaada hai mujhko
Tu kabhi na bhool payega

Kismat mein tu nahi hai mere
Dil mein roz dhadakta hai
Main teri par tu nai mera
Kaisa apna rishta hai

Rooh mein basa hai bas tu
Aur koyi basta hi nai

Ke mere baad meri yaad
Karke muskurayega
Mera vaada hai mujhko
Tu kabhi na bhool payega

More Details on LyricsPe.com

Ek Tarfa Pyar Song Detail

Lyrics by: Sanjeev Chaturvedi
Singer: Srishti Bhandari
Composer: Sanjeev Ajay



Previous Post Next Post

Contact Form